Lyrics

Puraane ishq ki seher mein khoye hum
Guzre na waqt, ab rehta hoon pareshaan
Toote armaano ka na mile ilaaj
Jeena tanha, per aye phir ek shaam

Jab mere saamne waali khidki mein dikha ek chaand mujhe
Itni pyaari, ajnabi yeh, dil mera tez dhadke
Uff, kitni sundar hai yeh, dikhte shaadi ke sapne
Aati hai ujaala ban ke aur kare fida (haay)

Lyrics continue below...

Don't want to see ads? Upgrade Now

Aankhon ko aankhon se tu mila dena
Ab baaton hi baaton mein tu apnaa lena
Mere gaalon pe aansu jo hain, mita dena
Bus haathon ko thaam ke tu apnaa lena

Hmm, apnaa lena
Bikhre is mann ko tu sambhal lena
Darta hoon pyaar se, toota hoon ismein
Jeena hai tahna, per aye phir ek shaam

Jab mere saamne waali khidki mein dikha ek chaand mujhe
Itni pyaari, ajnabi yeh, dil mera tez dhadke
Uff, kitni sundar hai yeh, dikhte shaadi ke sapne
Aati hai ujaala ban ke aur kare fida (haay)

Aankhon ko aankhon se tu mila dena
Ab baaton hi baaton mein tu apnaa lena
Mere gaalon pe aansu jo hain, mita dena
Bus haathon ko thaam ke tu apnaa lena

Aaa, honth se honth mila dein
Badan per badan daalein
Saanson mein saans mila dein
Kyun na duniya hila dein

Aaa, honth se honth mila dein
Badan per badan daalein
Saanson mein saans mila dein
Kyun na duniya hila dein

Aankhon ko aankhon se tu mila dena
Ab baaton hi baaton mein tu apnaa lena
Mere gaalon pe aansu jo hain, mita dena
Bus haathon ko thaam ke tu apnaa lena

Aaa, honth se honth mila dein
Badan per badan daalein
Saanson mein saans mila dein
Kyun na duniya hila dein

Aaa, honth se honth mila dein
Badan per badan daalein
Saanson mein saans mila dein
Kyun na duniya hila dein

Writer(s): Taha Gurwara

Don't want to see ads? Upgrade Now

API Calls

Scrobble from Spotify?

Connect your Spotify account to your Last.fm account and scrobble everything you listen to, from any Spotify app on any device or platform.

Connect to Spotify

Dismiss