Lyrics

Mun to bacha hai
Yeh zidd pe phussa hai
Jo dekha nahin dekhna hai
Sub kuch naya hai
Aur woh sun raha hai
Jo maanga nahin maangna hai

Khuda khuda
Yeh banda tera hai
Girra girra
Par deta tujhe hai
Zubaan zubaan
Bus mujhko tu karde
Fanaah fanaah
Bus mujhko tu karde fanaah

Phir mujhko laga
Rang bharta gaya
Kya leher aayi
Kehta mujhse

Tu naach tu naach
Jub moqa milay ga
Kar haan kar haan
Phir milni nahin wajaah aah
Aaj khul kar
Tu gaa tu gaa
Aaj sub ki sunay ga Khuda!

Main baykhabar
Jiyoon tere sar
Kal se jo kal hai safar
Kis ko pata woh kya hoga
Itna bus tujhse hai kehna
Niyat aur iraade saare saaf hain
Tu ghaltiyan gunaah mere maaf kar
Insan zaat ki hai dua
Andhere ki baad ho

Subha, khuda
Yeh banda tera hai
Girra girra
Par deta tujhe hai
Zubaan zubaan
Bus mujhko tu karde
Fanaah fanaah
Bus mujhko tu karde fanaah

Phir mujhko laga
Rang bharta gaya
Kya leher aayi
Kehta mujhse

Tu naach tu naach
Jub moqa milay ga
Kar haan kar haan
Phir milni nahin wajaah aah
Aaj khul kar
Tu gaa tu gaa
Aaj sub ki sunay ga Khuda

Sunay ga khuda
Sub ki sunle khuda
Sun le khuda

API Calls

Scrobble from Spotify?

Connect your Spotify account to your Last.fm account and scrobble everything you listen to, from any Spotify app on any device or platform.

Connect to Spotify

Dismiss