Lyrics
Khush rehna na rona
Tu dhundhe dikhuna
Mai tujhe door door tak
Yaad kar bahoon mai sona
Phir rona aur kehna ki nahi chodungi saath tera
Phir wadey sab todna
Ab kyun na mile dusra
Par pyaar tera wo na
Jo pehle tha kehta tujhe dun mai khoona
Bus mere hi rehna galey milte roona
Aur kehti thi kabhi saath mera nahi chorna
Mai likhta tanhaai mai
Shaayar likhai mai bikta hai gaana mera
Chaut badi khaayie hai
Banta kalaakar wahi chaut jisne khaayi hai
Tuney sab sikhaaya hai duniya dikhaayi hai
Badal bhi rota toh baarish barasti hai
Hota akele toh yaad teri dasti hai
Yaad teri aati toh aankhein bhi roti hai
Andar se rota ye bahar jhuti hasi hai
Ye bahar jhuti hasi hai
Yaad teri aati toh aankhein bhi roti hai
Andar se rota ye bahar jhuti hasi hai
Rakh apna khayaal mai toh khud ko sambhal lunga
Aana nahi lautke dil mai na jagah dunga
Tujhse jagadh ke kya khud ko tu jhel lunga
Beshak akela mai khud ko toh dekh lunga
Bin tere jeena seekhlunga
Jo bhi mai theek huna
Tujhse jagadh ke kya khud ko tu jhel lunga
Beshak akela mai khud ko toh dekh lunga
Jaisa tu pehley tha
Ab mere saamne na
Kehti thi sun na bus meri tu jaan haina
Lagta ye sach nahi tha sapna bhi maanun na
Kyunki hai aatey shayad sapnun mai aansoo na
Tuney sab sikhaaya hai duniya dikhayi hai
Tu meri manzil thi tu hui haasil nahi
Par koi aur mere is dil ke kaabil nahi
Karlun guzaara toh dil mera maaney nahi
Ye bhi yaad rakhna bin tere jeena mushkil nahi
Dil bhi nahi man bhi ni
Araam sukoon bhi ni
Galti bhi nazdeeki paas aakey tuney ki
Yaad mai ni aakhri mulaaqaat kab ki thi
Tere waqt sab kuch tha tere bina kuch bhi ni
Khud mai ye sochun
Mai bus khud se puchun
Har waqt khud ko bus khud hi mai khoojun
Leta mai dard dil mai shaayari mai likhlun
Waisa nahi tha mai wadoon ko jo tod dun
Wadoon ko jo tod dun