歌詞
Gali mein maare phere paas aane ko mere
Gali mein maare phere paas aane ko mere
Kabhi parakhta nain mere, tu kabhi parakhta tor

Ambarsariya mundeya, ve kachchiyan kaliyan na tod

Teri maa ne bole hain mujhe teekhe se bol

Ambarsariya
Ho, Ambarsariya
Main kaliyon ke jaisi, meri alhad umar niyaani
Chhoti si yeh jaan meri, aur joban behta paani
Arey, main kaliyon ke jaisi, meri alhad umar niyaani
Chhoti si yeh jaan meri, aur joban behta paani
Jab se chadhi jawaani, dhoondhti dil da haani

Main anjaani ko yeh paani le na jaave rodh
Ambarsariya mundeya, ve kachchiyan kaliyan na tod
Ambarsariya mundeya, ve kachchiyan kaliyan na tod
Teri maa ne bole hain mujhe teekhe se bol
Teri maa ne bole hain mujhe teekhe se bol
Ambarsariya
Ambarsariya
Ho, gori-gori meri kalaayi, haaye
Ho, gori-gori meri kalaayi, choodiyan kaali-kaali
Main sharmati, roz lagati kaajal, surma, laali
Nahi main surma paana, roop na main chamkana

Nain nasheele hon agar toh surme di ki lod?